Prerna se bhare, man ki angiyaar
Har mushkil ko kare tackle, naa ho fikar
Apne sapno ki udaan lekar ud chalo
Hosla na haaro, kadam badhate jao
Dil me jwala bharo, sapno ko naye rang do
Chand sitare chunke, aasmaan me tang do
Har mushkil ka samna karo, naa chhodo hausla
Prerna se bhara jeevan, jeevan ko banao mahakaa
Zindagi ki rahon me, prerna ka parcham lehraye
Sapno ki duniya me, apne man ko behlaye
Har kathinai ko paar kar, jeevan ko jeet lo
Prerna se bhare palon ko, khushi se bhar lo
Prerna se bhare, man ki angiyaar
Har mushkil ko kare tackle, naa ho fikar
Apne sapno ki udaan lekar ud chalo
Hosla na haaro, kadam badhate jao.
-कवि लोकेश
Discover more from Kavya Manthan
Subscribe to get the latest posts sent to your email.